Roman script

kisi ko iska pata na ho aji pata na ho 
kisi ko iska pata na ho aji pata na ho 
is pyar ko apni muddte kaho 
is pyar ko apni muddte kaho 
ja abey ja tera kahna maan liya 
abey ja tera kahna maan liya 
par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho 
patli kamar lachkake chali jab 
o mast najar matkake chali jab 
dil ko hila gayi bijali gira gayi 
teer chala gayi apna bana gayi 
dil ko hila gayi bijali gira gayi 
teer chala gayi apna bana gayi 
haan chutaki mein haan chutaki mein le gayi dil ko uda 
haye dil ko uda is pyar se usne mujhse kaha 
ja abey ja tera kahna maan liya 
abey ja tera kahna maan liya 
par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho 
phulon ki rani thi baharon ka raja tha 
chanda sa mukh to sone ka taaj  tha 
pucho nahi yaar mere 
pucho nahi yaar mere kaun thi wo kya thi 
jawani ki shabaab tha mast ada thi 
jawani ki shabaab tha mast ada thi 
bhai apan to ho gaye uspe phida 
bhai uspe phida 
jab pyar se usne mujhse kaha 
jab pyar se usne mujhse kaha 
ja abey ja tera kahna maan liya 
abey ja tera kahna maan liya 
par kisi ko iska pata na ho aji pata na ho

Song details

Song video

Watch on YouTube