Roman script

khili khili chandni chhayi bahar hai

dil ki haar hai dil ka lagana

khili khili chandni chhayi bahar hai

dil ki haar hai dil ka lagana

khili khili chandni 

baadal ki oat se chanda jo taake

jiyara kaanpe haye ghabrake

tan man khoya naina milake

tan man khoya naina milake

lut gaya mere dil ka khazana

khili khili chandni chhayi bahar hai

dil ki haar hai dil ka lagana

khili khili chandni 

jhilmil jhilmil chamke jo taare

dil ki duniya pi ko pukare

dhundhe jaise naiya kinare

dhundhe jaise naiya kinare

ban gayi meri kahani fasana

khili khili chandni chhayi bahar hai

dil ki haar hai dil ka lagana

khili khili chandni chhayi bahar hai

Explore this song