Roman script

khamosh hai sitare 

aur raat ro rahi hai

tere begair duniya 

viran ho rahi hai

khamosh hai sitare

tuta hua hai ye dil

ruthi hui hai kismat

o bewafa bata de 

kyu tune ki mohabbat

o bewafa bata de 

kyu tune ki mohabbat

aansu ki badlio se 

barsaat ho rahi hai

khamosh hai sitare

aur raat ro rahi hai

bhatka hua musafir

tuta hua sitara

kashti meri bhawar me

or dur hai kinara

kashti meri bhawar me

or dur hai kinara

jaage hai chand tare

takdir so rahi hai

khamosh hai sitare

aur raat ro rahi hai

Explore this song