Roman script

kahiye suniye, kahiye suniye

aao dono ikrar kare

aao dono ikrar kare

is ang ang me hai tu sajan

tu kaliyo me khushbu sajan

is ang ang me hai tu sajan

tu kaliyo me khushbu sajan

bijli sang jaise badal aankho me jaise kajal

bijli sang jaise badal aankho me jaise kajal

hum preet kare hum pyar kare

aao dono ikrar kare

kahiye suniye, kahiye suniye

hawa badli fiza badle

suraj badle chanda badle

hawa badli fiza badle

suraj badle chanda badle

dharti par jo hai badle

aakash ki har shay badle

dharti par jo hai badle

aakash ki har shay badle

lekin tum hum jo jara badle

to hamse hamara khuda badle

kahiye suniye, kahiye suniye

aao dono ikrar kare

aao dono ikrar kare

Explore this song