Roman script

kahe naino me kajra bharo kahe naino me kajra bharo

itne hasin nahi gori jitna guman karo

itne hasin nahi gori jitna guman karo

koi jalta hai jalta rahe koi jalta hai jalta rahe

kajrare naino ka jadu chalta hai chalta rahe

kajrare naino ka jadu chalta hai chalta rahe

jadu nit nit chalta nahi jadu nit nit chalta nahi

chadhta hua suraj kya sham ko dhalta nahi

chadta hua suraj kya sham ko dhalta nahi

gaya suraj chand aaya rat ho ya din hai

rang husn ka hai chaya rat ho ya din hai

rang husn ka hai chaya koi hamko bataye ji

husn ki kimat kya jab koi na chahe ji

yaha lakho hai diwane ek shama jalte hi

sau aate hai parwane ek shama jalte hi

sau aate hai parwane chalo jhagda hi beet gaya

chalo jhagda hi beet gaya preet ki reet hai ye

jo hara wo jeet gaya preet ki reet hai ye

jo hara wo jeet gaya

Explore this song