Roman script

insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana

insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya 

chhalka kiya paimana, chhalka kiya paimana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana

ham tazkira karte the duniya ki jafaao ka

ham tazkiraa karte the duniyaa ki jafaao ka

kyun tumne nazar badali kyun kah diyaa diwana

kyun tumne nazar badali kyun kah diyaa diwana

insaaf tera dekha ai saqi-e-maykhana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana

khud odh liyaa hamne ilzam mohabbat kaa

han, khud odh liya hamne ilzam mohabbat ka

dekha na gaya hamse un aankho kaa sharmana

dekha na gaya hamse un aankho kaa sharmana

insaf tera dekha ai saqi-e-maykhana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana

kafi hai taruf ye ai shamm-e-sar-e-mahfil 

kafi hai taruf ye ai shamm-e-sar-e-mahfil 

hai kam mera jalna aur nam hai parwana

hai kam mera jalna aur nam hai parwana

insaf tera dekha ai saaqi-e-maykhana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya

chhalka kiya paimana, chhalka kiya paimana

ham baithe rahe pyase chhalka kiya paimana

Explore this song