Roman script

hum tum yug yug se ye geet 
milan ke gate rahe hai gaate rahge 
hum tum jag mein jeewan sathi banke 
aate rahe hai aate rahge 
hum tum yug yug se ye geet milan ke 
gate rahe hai gaate rahge 
sawan mein jab kabhi bhi 
ye badal gagan pe chhaye 
bijli se dar gaye tum 
dar kar karib aaye 
phir kya huaa batao
barsat tham na jaye 
barsat tham na jaye
jag ye bandhan na tod saka 
hum tod ke har diwaar mile 
is janm janm ki nadiya  
ke is paar mile us paar mile 
bhagwaan ne puchha mango to 
tumko sara sansar mile par humne kaha
sansar nahi humko saajan ka pyar mile 
hum tum yug yug se ye geet 
milan ke gate rahe hai gaate rahge

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mukesh, Lata Mangeshkar