Roman script

ho ho hua sawera hua sawera

ho ho hua sawera hua sawera

hua sawera saare jag ne 

khushi ka gaana gaaya

hua sawera saare jag ne 

khushi ka gaana gaaya ha

khushi ka gaana gaaya

man apna bahalaya

wo mela jane wala haye

ab tak ghar na aaya

wo mela jane wala haye

ab tak ghar na aaya

ab tak ghar na aaya

ab tak ghar na aaya

hua sawera saare jag ne 

khushi ka gaana gaaya ha

khushi ka gaana gaaya

hua sawera saare jag ne 

khushi ka gaana gaaya ha

khushi ka gaana gaaya

man apna bahalaya

man apna bahalaya

ho thumak thumak kar chali

dhobaniya ghat pe kapde dhone

ghat pe kapde dhone

ho thumak thumak kar chali

dhobaniya ghat pe kapde dhone

ghat pe kapde dhone

chal anokhi dekh ke uski

man mora lalchaya

chal anokhi dekh ke uski

man mora lalchaya

khushi ka gaana gaaya ha

khushi ka gaana gaaya

ro ke dekha hans ke dekha 

fir bhi chain na aaye

fir bhi chain na aaye

jap ke dekha jaap ye man ka 

fir bhi khed na paya

Explore this song