Roman script

unki nazro se koi najre mila ke puchhe

meri vinti hai jara unse ye jake puchhe

dekh kar aankhe lagana kinse sikha aapne

bijliya dil par girana kisse sikha aapne

ho kisse sikha aapne

bijliya dil par

kaun jakar baag me kaliyo se ab puchha kare

kaun jakar baag me kaliyo se ab puchha kare

kaliyo se ab puchha kare

aapka ye muskrana kisse sikha aapne

aapka ye muskrana kisse sikha aapne

kisse sikha aapne

bijliya dil par

bulbulo ke geet me hota hai itna dard kaha

bulbulo ke geet me hota hai itna dard kaha

hota hai itna dard kaha

itne mithe geet gana kisse sikha aapne

itne mithe geet gana kisse sikha aapne

kisse sikha apne

bijliya dil par

sach bata dijiye hame bholi adao ki kasam

sach bata dijiye hame bholi adao ki kasam

bholi adao ki kasam

dil me rahkar phir jalana kisse sikha aapne

dil me rahkar phir jalana kisse sikha aapne

kisse sikha aapne

dekh kar aankhe lagana kinse sikha aapne

bijliya dil par girana kisse sikha aapne

ho kisse sikha aapne

bijliya dil par

Explore this song