Roman script

ho gaye barbad hum

ho gaye barbad hum

unki khushi to ho gayi

ho gaye barbad hum

pyar me nakaam apni zindagi to ho gayi

ho gaye barbad hum

haye re dil ki lagi se

haye re dil ki lagi se

jal utte ghum ke charaag

ghar andhera tha, chalo, kuch roshni to ho gayi

ho gaye barbad hum

aansuo ne apni aankho

aansuo ne apni aankho

me basera kar liya

hasne wale dekh le, teri hansi to ho gayi

ho gaye barbad hum

unki khushi to ho gayi

ho gaye barbad hum

pyar me nakaam apni zindagi to ho gayi

ho gaye barbad hum

Explore this song