Roman script

haye ye ladkiya pyaari pyaari ladkiya 

uff ye ladkiya soni soni ladkiya 

kabhi hamko rijhati lubhati jalaati 

dekho kaise bache inse koi

haye ye ladkiya pyaari pyaari ladkiya 

uff ye ladkiya soni soni ladkiya 

kabhi hamko rijhati lubhati jalaati 

dekho kaise bache inse koi

inke paas hai saare hathiyaar 

kisi se bhi karti hai waar

inke paas hai saare hathiyaar

kisi se bhi karti hai waar

ye bindi ye kaajal kar deti hai ghayal 

ye aankhe ye baahe ham kaise na chahe

haye ye ladkiya pyaari pyaari ladkiya 

uff ye ladkiya soni soni ladkiya 

kabhi hamko rijhati lubhati jalaati 

dekho kaise bache inse koi

ye tadpaaye ye sataaye pehle ye pyaar jataye

jab ham inke ban jaaye hame ye khoob nachaye

jo chahe hame banaye inse milke dil toota

sach hai jhootha haye na na na 

bijli giraati har ada jo bhi dekhe ho jaye fida

bijli giraati har ada jo bhi dekhe ho jaye fida

ye chaale ye ghaate ye ban ban ke baate

lehrati balkhati rulaati bharmati ha ha 

haye ye ladkiya pyaari pyaari ladkiya 

uff ye ladkiya soni soni ladkiya 

kabhi hamko rijhati lubhati jalaati 

dekho kaise bache inse koi

Explore this song