Roman script

hawa jo tera udhar ho jana 

sandesha mera bhi lete jana 

sandesha mera bhi lete jana 

hawa jo tera udhar ho jana 

hole hole kadam badhakar 

aur bagair panw pas jakr 

hole hole kadam badhakar 

aur bagair panw pas jakr 

unke gesu zara hatakar 

nazakato se unhe jagana 

nazakato se unhe jagana 

hawa jo tera udhar ho jaana  

bade hi najuk mijaj hain wo

aur hushn ke sar ke taaj hai wo

bade hi najuk mijaj hain wo

aur hushn ke sar ke taaj hai wo

bade hi andaaj se uthenge 

tu mast nagme unhe sunana 

tu mast nagme unhe sunana 

hawa jo tera udhar ho jana 

sandesha mera bhi lete jana 

hawa jo tera udhar ho jana

Explore this song