Roman script

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

tu dhar hai nadiya ki, main tera kinara hu

tu mera sahara hai, main tera sahara hu

aankho me samandar hai, ashao ka pani hai

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

ek pyar ka nagma hai

jo dil ko tassali de wo saaz utha lao 

dum ghutane se pahale hi aavaj utha lao 

khushiyo ka tarang ho, ashko ki jabani hai 

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

teri meri kahani hai

ek pyar ka nagma hai, maujo ki ravani hai 

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

ek pyar ka nagma hai, maujo ki ravani hai 

zindagi aur kuch bhi nahi teri meri kahani hai

ek pyar ka nagma hai

Explore this song