Roman script

do kafir aankho ne mara 

do kafir aankho ne mara

mitti ki kasam haiwan ki kasam 

mitti ki kasam haiwan ki kasam 

hum dono jahan se kharab huye 

hum dono jahan se kharab huye 

duniya ki kasam ikba ki kasam 

duniya ki kasam ikba ki kasam 

julfo se ghatao ka dhokha 

ankho se judi mahkhane ka 

han to baskan hai husn tera 

han to baskan hai husn tera 

ek tuti hui tauba ki kasam 

ek tuti hui tauba ki kasam 

tumko khoya nakam huye 

gharbar chhuta badnaam huye 

tumko khoya nakam huye 

gharwar chhuta badnaam huye 

ab shahr me rahna muskil hai 

ab shahr me rahna muskil hai 

bahkat ki kasam sahra ki kasam 

bahkat ki kasam sahra ki kasam 

fariyaad kisi bhi tuffa se 

dariya e mohbbat me na daro 

jo duba isme paar hua 

jo duba isme paar hua 

tufaa ki kasam dariya ki kasam 

tufaa ki kasam dariya ki kasam 

do kafir aankho ne mara 

mitti ki kasam haiwan ki kasam

Explore this song