Roman script

dil mein sama ke nahi bhulna ho nahi bhulna

dil mein sama ke nahi bhulna ho nahi bhulna

ankhiya milake nahi bhulna ho nahi bhulna 

ankhiya milake nahi bhulna ho nahi bhulna 

birha ki aag mera dil na jalaye

choti si aas meri dhokha naa khaye 

birha ki aag mera dil na jalaye

choti si aas meri dhokha naa khaye 

apna bana ke  nahi bhulna ho nahi bhulna 

apna bana ke  nahi bhulna ho nahi bhulna 

aisi bata do aisi bata do koi jine ki reet 

aisi bata do aisi bata do koi jine ki reet 

jeet meri haar bane haar bane jeet

jeet meri haar bane haar bane jeet

ye sab bata ke nahi bhulna ho nahi bhulna 

ye sab bata ke nahi bhulna ho nahi bhulna 

bhule se chute na hatho se hath 

nagin si banke kahi kate na raat

bhule se chute na hatho se hath 

nagin si banke kahi kate na raat

nindiya chura ke nahi bhulna ho nahi bhulna 

nindiya chura ke nahi bhulna ho nahi bhulna 

dil mein sama ke nahi bhulna ho nahi bhulna

ankhiya milake nahi bhulna ho nahi bhulna 

birha ki aag mera dil na jalaye

choti si aas meri dhokha naa khaye 

birha ki aag mera dil na jalaye

choti si aas meri dhokha naa khaye 

apna bana ke  nahi bhulna ho nahi bhulna 

apna bana ke  nahi bhulna ho nahi bhulna 

ho nahi bhulna ho nahi bhulna

Explore this song