Roman script

pathar ki tarah ho dil jiska 

use dil mein basakar kya kare 

use dil mein basakar kya kare 

pathar ki tarah ho dil jiska 

use dil mein basakar kya kare 

use dil mein basakar kya kare 

pathar ki tarah

jiske dil mein ulfat hi na ho 

apno ki jise chahat na ho 

jiske dil mein ulfat hi na ho 

apno ki jise chahat na ho 

wo kabhi hamara ho na sake 

wo kabhi hamara ho na sake 

use apna banakar kya kare 

use dil mein basakar kya kare 

pathar ki tarah

wo wafa ke badle jafa kare 

jo pyar jatakar daga kare 

wo wafa ke badle jafa kare 

jo pyar jatakar daga kare 

phir uske liye apne dil ka 

phir uske liye apne dil ka 

sukh chain lutakar kya kare 

use dil mein basakar kya kare 

pathar ki tarah ho dil jiska 

use dil mein basakar kya kare 

use dil mein basakar kya kare 

pathar ki tarah

Explore this song