Roman script

dil mein hai saikado 

tufa kahu ya na kahu 

tum bata do tumhae 

main habiv kahu ya na kahu

main tumse kahane aai hun 

jo kal the tum vo aaj nahi

kya laj rakhoge duniyan ki 

jab tumko apni laj nahi 

main tumse kahane aai hun

hum garibo ka tumse sahara 

jab pukara tumhi ko pukara

jab pukara tumhi ko pukara

mamtaj the ab hum samjhe the 

jab tum ho to hum mamtaj nhi

kya laj rakhoge duniyan ki 

jab tumko apni laj nahi 

main tumse kahane aai hun

dil mein jalti hai kitni chitaye 

apne aansu kahan tak chhupaye

apne aansu kahan tak chhupaye

kal tha to tumahri nagari mein 

jine ka thikana aaj nahi 

kya laj rakhoge duniyan ki 

jab tumko apni laj nahi 

main tumse kahane aai hun

jo sitam hamse hoga sahenge 

tumse lekin na kuchh bhi kahenge

tumse lekin na kuchh bhi kahenge

tum apne muh se kah do 

ab jag mein tumhara raaj nahi 

main tumse kahane aai hun

Explore this song