Roman script

dil lekar dil lekar 

dil lekar bhool na jana 

o dil lekar bhool na jana 

ha preet ha preet lga ke nibhana 

ha preet lga ke nibhana 

dil lekar dard liya dil lekar dard liya

iss darde dil ki dwa tum ho 

iss darde dil ki dwa tum ho 

mere bhole bhale se dil ko 

mere bhole bhale se dil ko 

diwana bnaya kya tum ho 

diwana bnaya kya tum ho

diwana bna ke sajan 

mastana bana ke sajan 

diwana bna ke sajan 

mastana bana ke sajan 

humko na tum tadpana

humko na tum tadpana

dil lekar bhool na jana 

o dil lekar bhool na jana

tum sunder mukhde wale 

aankho se dil ko lubhate ho 

par dar is baat ka hai 

dil lekar bhool bhi jaate ho 

tum jaise baake chabiley 

tum jaise baake chabiley 

baato ka jaal bichate hai 

baato ka jaal bichate hai 

hum jaise bhole panchi 

hum jaise bhole panchi 

iss jaal mein fas jaate hai 

iss jaal mein fas jaate hai 

ab qaid hua hai panchi 

ab qaid hua hai panchi 

tum aankh na humse churana 

tum aankh na humse churana 

dil lekar bhool na jana 

o dil lekar bhool na jana

Explore this song