Roman script

jo din beet gaye jo din beet gaye 

manwa unko yaad na kar yaad na kar 

manwa unko yaad na kar yaad na kar 

jeevan jakar fir na aaye 

jeevan jakar fir na aaye

jeewan ko barbad na kar 

jo din beet gaye 

manwa unko yaad na kar yaad na kar 

suraj dube chhaye andhera 

suraj dube chhaye andhera

bhor huyi laut aaye savera 

bhor huyi laut aaye savera 

sham savera khel jag ka 

sham savera khel jag ka 

dukh mein sukh ko yaad na kar yaad na kar 

dukh mein sukh ko yaad na kar yaad na kar

jo din beet gaye 

manwa unko yaad na kar yaad na kar 

neer bhre naino ke pichhe 

neer bhre naino ke pichhe 

sukh ki duniya dard hai

sukh ki duniya dard hai 

tu jab kismat ko rota hai 

tu jab kismat ko rota hai 

kismat tujh par hansti hai 

kismat tujh par hansti hai 

kismat tujhko lakh rulaye 

kismat tujhko lakh rulaye 

fir bhi tum fariyaad na kar 

fir bhi tum fariyaad na kar 

fir bhi tum fariyaad na kar 

jo din beet gaye 

manwa unko yaad na kar yaad na kar

Explore this song