Roman script

dile nadan tujhe hua kya hai

akhir is dard ki dawa kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

ham hai mushtakh aur vo bejat

ham hai mushtakh aur vo bejat

ya ilahi ye majra kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

mai bhi muh me zaban rakhta hu

mai bhi muh me zaban rakhta hu

kash pucho ke mudda kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

hamko unse wafa ki hai ummid

hamko unse wafa ki hai ummid

jo nahi jante wafa kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

jaan tum par nisar karta hu

jaan tum par nisar karta hu

mai nahi janta dava kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

akhir tere dukh ki dawa kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

jaan tum par nisar karta hu

jaan tum par nisar karta hu

mai nahi janta dava kya hai

dile nadan tujhe hua kya hai

akhir tere dukh ki dawa kya hai

Explore this song