Roman script

dekhte dekhte ek dhua chha gaya 

ye jami kho gayi aasma kho gaya

jane kya ho gaya

dekhte dekhte ek dhua chha gaya 

ye jami kho gayi aasma kho gaya

jane kya ho gaya

dekh kya sab nazare pighalne lage

jaagte khab aankho me jalne lage

koi saanso me koi saanso me 

ek dard sa bo gaya

jane kya ho gaya dekhte dekhte

koi bahti nadi ruh me tham gayi

barf banke labo par sada jam gayi

geet jaaga magar geet jaaga magar

jaagkar so gaya 

jane kya ho gaya

Explore this song