Roman script

mu : dekho mausam 
la : kya bahaar hai 
mu : saara aalam 
la : beqaraar hai 
mu : aise mein kyon ham 
la : deevaane ho jaayen na 
chhalakee-chhalaki 
mu : chaandani bhi hai 
la : halkee-halki 
mu : bekhudi bhi hai 
la : aise mein kyon ham 
mu : yaheen par kho jaayen na 
la : gaati si har saans mein bajati si shahanaaiyaan 
mu : saaya dil pe daalati taaron ki parachhaaiyaan 
la : jhaanke chanda 
mu : aasamaan se 
la : chhede hamako 
mu : jaan-jaan ke 
la : aise mein kyon ham  
mu : dariya ki har mauj mein aramaanon ka zor hai 
la : dilavaalon ke geet ka lahakaa-lahaka shor hai 
mu : laharen dolen 
la : jhoom-jhum ke 
mu : saahil ka munh 
la : choom-chum ke 
mu : aise mein kyon ham

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Mukesh, Lata Mangeshkar