Roman script

dekho ji dekho ek baar is taraf dekho

ye dil bana hai sheeshe ka

patthar pe is ko mat phenko

dekho ji dekho ek baar is taraf dekho

ye dil bana hai sheeshe ka

patthar pe is ko mat phenko

chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein

hum ne to aisi uljhan mein

kaati hain sainkadon raatein

chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein

hum ne to aisi uljhan mein

kaati hain sainkadon raatein

bahaaron ko aaye huye chaar din

bahaaron ko aaye huye chaar din

hamein dil lagaaye huye chaar din

hamein dil lagaaye huye chaar din

dekho na todo

aise suhaane sapne ko

ye dil bana hai sheeshe ka

patthar pe is ko mat phenko

chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein

hum ne to aisi uljhan mein

kaati hain sainkadon raatein

dua do ke yeh dil reham kar gaya

dua do ke yeh dil reham kar gaya

kaho yeh ke jaadoo asar kar gaya

kaho yeh ke jaadoo asar kar gaya

yeh jaadoo hai kis ka maalum nahi apne ko

ye dil bana hai sheeshe ka

patthar pe is ko mat phenko

chhodo ji chhodo aisi banaawti baatein

hum ne to aisi uljhan mein

kaati hain sainkadon raatein

Explore this song