Roman script

dekho ji aayi suhani raat

kisi ko karni hai ek baat jara 

kisi ki yaad sataye

ghataye chhaye hai ghanghor

dekho ji van me naache mor 

papiha pi pi gaye

papiha pi pi gaye

kisi ki yaad sataye

ye jo dulhan ghunghat khole

piya bhi sharmaa jaye

kisi ki yaad sataye

tumhari yaad hai dil me

tumhari yaad hai dil me

liya hai isme tumne basera

rashta kaun dikhaye

rashta kaun dikhaye

kisi ki yaad sataye

hataye chhaye hai ghanghor

dekho ji van me naache mor 

papiha pi pi gaye

papiha pi pi gaye

kisi ki yaad sataye

Explore this song