Roman script

deep jal raha deep jal raha 

hai magar roshni kaha sans chal rahi hai magar 

zindagi kaha deep jal raha 

dhaye ja sitam pe tu sitam mere jaha

dhaye ja sitam pe tu sitam mere jaha

jee rahe hai gum se hum to beraham yaha

chand khil raha hai magar chandani kaha

sans chal rahi hai magar zindagi kaha

deep jal raha

kya saza de unko jinka ye kasur hai

kya saza de unko jinka ye kasur hai

dil ke paas hai magar nazar se dur hai

sur machal rahe hai magar baat ye kaha

sans chal rahi hai magar zindagi kaha

deep jal raha hai magar roshni kaha

sans chal rahi hai magar zindagi kaha

deep jal raha

Explore this song