Roman script
chandni hai chandni hai chandni hai bheegi bheegi raat hai tu hai sath to jahan sath hai tere lab pe mere dil ki baat hai tu hai sath to jahan sath hai chandni hai chandni hai chandni hai bheegi bheegi raat hai ek raat aati hai naseeb se ek raat aati hai naseeb se dil ki dhadkane suno karib se dil ki dhadkane suno karib se mera to naseeb tere hath hai tu hai sath to jahan sath hai chandni hai chandni hai chandni hai bheegi bheegi raat hai tere pyaar ka nasha hawao me tere pyaar ka nasha hawao me tere hi jalwe base fijao me tere hi jalwe base fijao me tu hai sath to jahan sath hai chandni hai chandni hai chandni hai bheegi bheegi raat hai ishq me toofaan lakh aayege ishq me toofaan lakh aayege sirf tera naam liye jayege sirf tera naam liye jayege naam tera meri kayanat hai tu hai sath to jahan sath hai chandni hai chandni hai chandni hai bheegi bheegi raat hai
Song details
- Singer: Sudha Malhotra
- Singer: Talat Mahmood
- Film / album: Sim Sim Marjina (1958)
- Composer: Alla Rakha Qureshi
- Lyricist: Prem Dhawan
- Actor: Mahipal
- Actor: Shakeela
- Actor: Maruti
- Actor: Helen
- Actor: Hiralal
- Actor: Tiwari
- Actor: Roopmala
Song video
singer: Sudha Malhotra, Talat Mahmood