Roman script

chadhe chanda to tum bhi chale aana 
sajan tumhe pyar ki kasam 
chadhe chanda to tum bhi chale aana 
sajan tumhe pyar ki kasam
jaha bolo diwana chala aaye 
ki dil-e-beqarar ki kasam
jaha bolo diwana chala aaye 
ki dil-e-beqarar ki kasam
tere hi dam se to phulo pe nikhar hai
tere hi dam se to phulo pe nikhar hai
tu hai agar to khizaao me bahar hai
ulfat ki raaho me mahaki fizaao me
aa jana chupake se jhumake balam
chadhe chanda to tum bhi chale aana 
sajan tumhe pyar ki kasam
jaha bolo diwana chala aaye 
ki dil-e-beqarar ki kasam
aaja mai baithi hun sapne saja ke 
aaja mai baithi hun sapne saja ke
rakhungi dil me tujhako bithake
jab tak ye taare hai ham to tumhare hai
tujhape luta dege jaan bhi sanam
jaha bolo diwana chala 
ki dil-e-beqarar ki kasam
chadhe chandaa to tum bhi chale aana 
sajan tumhe pyar ki kasam 
dil jo diya hai to kya parda jahan se
dil jo diya hai to kya parda jahan se
mitna hi hai to mitege badi shan se
hoga jo hona hai
kahe ka rona hai
hans ke hi sahane hai pyar ke sitam
chadhe chanda to tum bhi chale aana 
sajan tumhe pyar ki kasam
jaha bolo diwana chala aaye 
ki dil-e-beqarar ki kasam

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mukesh

actor: Kumkum, Jeevan, Tun Tun, I S Johar, Tabassum, Majnu