Roman script

bol meri takdir me kya hai mere hamsafar ab to bata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

kaha hai mere pyar ki manji tu btla tujhko hai pata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

bol meri takdir me kya hai mere hamsafar ab to bata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

jaha ham aake pahunche waha se lautkar jana

nahi mumkin magar muskil hai dunia se bhi takrana

jaha ham aake pahunche waha se lautkar jana

nahi mumkin magar muskil hai dunia se bhi takrana

tere liye ha mkuch bhi sahenge tera dard ab dard mera

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

bol meri takdir me kya hai mere hamsafar ab to bata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

tumhare khwab se dilkash najara or kya hoga

ke tum mere sahare ho sahara or kya hoga

tumhare khwab se dilkash najara or kya hoga

ke tum mere sahare ho sahara or kya hoga

khus hu tu jis hal me rakhe teri thi teri hu sada

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

kaha hai mere pyar ki manji tu btla tujhko hai pata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

meri rato ke pahle khwab tara nahi chuta

ye kya kam hai kabhi mujhse mera bachpan nahi rutha

aag or pani ek hai mujhko dil me jab tak hai pyar tera

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

bol meri takdir me kya hai mere hamsafar ab to bata

jiwan ke do pahlu hai haryali or rasta

Explore this song