Roman script

bhigi bhigi hawa hai kali kali ghata hai

ghata pe to shak ho sakta hai

tum pe nahi ho

bhigi bhigi hawa hai kali kali ghata hai

ghata pe to shak ho sakta hai

tum pe nahi ho

dil diwane diwaro ko tod ke bhi mil jate hai

jab phulo ko khilna ho to 

patjhad me bhi khil jaye hai

aisa hua hai

aisa ho ye dua hai 

dua pe to shak ho sakta hai tum pe nahi ho 

is dunia se darke jisne 

yar ka daman chhod diya 

wo harjai kahlaya hai 

jisne wada tod diya hai 

aashiko se suna hai chahat wafa hai 

wafa pe to shak ho sakta hai tum pe nahi ho

ghata pe to shak ho sakta hai

tum pe nahi ho

waqt pe apne din dhalta hai

waqt pe chand nikalta hai 

koi to hai is parde me 

kaun ishare karta hai

koi jadu hai kya hai kahte hai khuda hai

khuda pe to shak ho sakta hai tumpe nahi

tumpe nahi

Explore this song