Roman script

bahaaro thaam lo ab dil

meraa mahabub aataa hai

ho sharaarat kar na naazuk dil

sharam se dub jaataa hai

bahaaro thaam lo ab 

kahar adaaz hai tere 

kayaamat hai teri baate

ho meri to jaan le legi ye baate

ye  mulaaqaate  mulaaqaate

sanam sharamaay jab aise mazaa

kuchh aur aataa hai

ho sharaarat kar na naazuk dil

sharam se dub jaataa hai

bahaaro thaam lo ab 

labo par ye hansi kaatil

gazab jaadu nigaaho me

ho kasam tujhko mohabbat ki

machal na aise raaho me

machal na aise raaho me

machal jaataa hai dil jab ru-ba-ru 

dildaar aataa hai

ho sharaarat kar na naazuk

dil sharam se dub jaataa hai

bahaaro thaam lo ab 

ho sharaarat kar na naazuk dil

ho sharaarat kar na naazuk

bahaaro thaam lo ab

Explore this song