Roman script

badalo ki palki me 

chand ki aayi barat 

so rahi hain sej par

taro ki dulhan ban ke raat 

dil hian bekrar kyu, machle bar bar kyu

raat ashq baar kyu 

dil hain bekrar kyu, machle bar bar kyu

raat ashq baar kyu 

pyaar na mila hoga 

ho pyaar na mila hoga 

mil saka na pyaar kyu 

dil pe gam ka var kyu 

mil saka na pyaar kyu 

dil pe gam ka var kyu 

hay intejar kyu 

dildar na mila hoga 

ho dilar na mila hoga 

dildar to mil hi jata hain 

par dil ko lagata koi nahi 

dildar to mil hi jata hain 

par dil ko lagata koi nahi 

par aankh milata koi nahi 

chhup jate hain sab dekh sada  

husn bekrar kyu ishq se bejaar kyu 

dard ka shikar kyu 

husn bekrar kyu ishq se bejaar kyu 

dard ka shikar kyu 

kyu karar na mila hoga 

ho karar na mila hoga

Explore this song