Roman script

baadalo ki palaki me chand ki aayi barat
ho rahi hai sej par taaro ki dulhan ban ke raat
dil hai bekarar kyon machale bar bar kyon
raat ashkabar kyon 
pyar na mila hoga
o pyar na mila hoga
mil saka na pyar kyon 
dil pe gham kaa bar kyon
hay intajar kyon 
diladar na mila hoga
o diladar na mila hoga
diladar toh mil hi jata hai 
par dil ko lagata koyi nahi
diladar toh mil hi jata hai 
chhup jate hain sab deke sada
par aankh milata koyi nahi 
chhup jate hain sab deke sada
husn bekarar kyon ishq se bedar kyon
dard ka shikar kyon 
karar na mila hoga
o karar na mila hoga

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Mukesh