Roman script

aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai

lahrata ye badal hai ye to aanchal tumhara hai

aji dekho zara to kya mausam bada pyara hai

hansta hua chanda hai ye to rup tumhara hai

aji dekho zara to kya

teri aankho me dekhe hai maine sapne suhane kyo

jara tumhi kaho tum se lagi mai sharmane kyo

aji samjo jara to kya, kya dil ka ishara hai

dil kahta hai ye tera  koi tujhse bhi pyara hai

aji dekho zara to kya 

rahti hai najar me kyu

har dam tasvir teri aisa hai to jadu ki samjo 

takdir meri aji suniye jara to kya

tumhe dil ne pukara hai ye dil ki pukar 

nahi ahsan tumhara hai aji dekho zara to kya

Explore this song