Roman script

aisi pagal na ho mohabbat mein 

aisi pagal na ho mohabbat mein 

meri diwanagi ko pyar na kar 

aisi pagal na ho mohabbat mein 

mere dariyan mein gham ko rahne de

apni raaton ko sugwaar na kar

auro ka gham utha raha hun main 

auro ka gham utha raha hun main 

mere gham ikhtiyar na kar 

meri diwanagi ko pyar na kar 

aisi pagal na ho mohabbat mein 

jo tujhe pyar na kar sakta ho 

tu bhi us bewafa ko pyar na kar 

jindagi bekraar hai meri 

jindagi bekraar hai meri 

tu ise aur bekraar na kar 

meri diwanagi ko pyar na kar 

aisi pagal na ho mohabbat mein

Explore this song