Roman script

ae pyar mujhe ro lene de

ae pyar mujhe ro lene de

ke meri palko ke kinare jalte hain

ek aag lagi armano me

ke mere jeene ke sahare jalte hain

ae pyar mujhe ro lene de

ke meri palko ke kinare jalte hain

tere liye toda hain sona ka pinjra

apna lahu dungi teri berang baharo ko

ab chun le raah ke khaabo ko

ae pyar mujhe ro lene de

ke meri palko ke

kaise jiyenge hum jiyenge agar dub ke aaho me

kab se presha hain milan ke khaab nigaho me

bulale pyar ke baho me

do ghunt le ek geet suna

Explore this song