Roman script

aa jazbe ishk tera kab aitbar aaye

aa jazbe ishk tera kab aitbar aaye 

wo aaye or mujh tak diwana war aaye 

wo aaye or mujh tak diwana war aaye 

wo aaye

baaho ko humne dil ki taasir saup di hai

baaho ko humne dil ki taasir saup di hai

dekhe to aaj kaise tumko karar aaye 

wo aaye or mujh tak diwana war aaye

wo aaye

kya door aasma se taare bhi tut aaye

kya door aasma se taare bhi tut aaye

hotho se jab machal kar dil ki pukar aaye

wo aaye or mujh tak diwana war aaye

wo aaye

hai na le mohabbat apna asar dikha de

hai na le mohabbat apna asar dikha de

wo aaj dil ko chahne 

wo aaj dil ko chahne beikhtiyaar aaye 

wo aaye or mujh tak diwana war aaye

wo aaye

Explore this song