Roman script

ye din dayal daya do hame 

ye din dayal daya do hame 

tum dharm ki raah dikha do hame 

tum dharm ki raah dikha do hame 

nadan hain gyaan jara do hame 

jo bhai hain tumhe wo sikha do hame  

nadan hain gyaan jara do hame 

jo bhai hain tumhe wo sikha do hame 

ye din dayal daya do hame 

har baag me jaaye bahar liye 

aur aaye ek rang hajaar liye 

har baag me jaaye bahar liye 

aur aaye ek rang hajaar liye 

lahro ke lavo ka pukar liye 

aur aankho me baapu ka pyaar 

lahro ke lavo ka pukar liye 

aur aankho me baapu ka pyaar 

azad ki mast sada do hame 

bharat ki har ek ada do hame 

azad ki mast sada do hame 

bharat ki har ek ada do hame 

ye din dayal daya do hame 

tum dharm ki raah dikha do hame 

nadan hain gyaan jara do hame 

jo bhai hain tumhe wo sikha do hame  

ye din dayal daya do hame

Explore this song