Roman script

aye dil ye bata ye bata ye bata

kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya

par tujhe kya pata kya pata

aye dil ye bata

maykashi jhuth hai bekhudi jhuth hai

husn bhi baham hai ishk bhi jhuth hai

ab raha kaun sa rashta

aye dil ye bata ye bata ye bata

kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya

par tujhe kya pata kya pata

aye dil ye bata

har hasi jurm hai har khushi jurm hai

kya khabar kisliye jindagi jurm hai

admi se hui kya khata

aye dil ye bata ye bata ye bata

kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya

par tujhe kya pata kya pata

aye dil ye bata

bekashi ke siwa kya raha kuch nahi

mere dil ab mera aasra kuch nahi

kam se kam tu mujhe na sata

aye dil ye bata ye bata ye bata

kya mujhe ho gaya mai kaha kho gaya

par tujhe kya pata kya pata

aye dil ye bata

Explore this song