Roman script

hai dil e nadan ki hazaar khwaahishein 

sab mila humein magar sukoon na mile 

darbadar phira magar na pata chale 

dil humein bata zara sukoon kahan mile 

din ki roshni mein kho gaye kahin 

ki raat gum hui kahan humein pata nahi 

so gaye the chain se aarzu ke sang 

ki aankh khul gayi toh phir kuch mila nahi

dil e nadan tu shor kyun kare 

haan bas yahi dua meri sukoon tujhe mile

darbadar phira magar na pata chale 

dil humein bata zara sukoon kahan mile

Explore this song