Roman script

samay ka dariya bahta jaye

samay ka dariya bahta jaye

bahte bahte bahta jaye

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

apni badnamiyo ke saye me

roz jita hu roz marta hu

tum mujhe bhul gayi ho lekin

mai tujhe ab bhi yad karta hu

mai tujhe ab bhi yad karta hu

dil kab tak ye sahta jaye

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

is tarah jine se majbur hue

jisko chaha usi se dur hue

humne jo pyar ke dekhe sapne

sare shishe ki tarah chur hue

chur hue

gum ka lawa bahta jaye

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

jiwan ek sangharsh hai

Explore this song