Roman script

kabhi apun ki bhi item thi hard from is dhadkan ki

wo mere dil ki dhadkan thi mera tan, mera dhan, mera man

mera kan kan kan kan kan kan

cycle pe usko ghumaya tha usko bhi bada maza aya tha

shopping pe jab bhi bulaya tha

note maine ganwaya tha tum na poochho uska naam

wo kameeni ho na jaaye badnaam

god promise ho na jaaye badnaam

main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand

main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand

yeah! ek lao jaake

dilli se yahan aaya hai bhai mera dushman to hai wo

par dil usse lagaya hai bhai uska khanjar, meri peeth hai

yeh andar tak ghusaya hai

wo boli mere ko chhayi hai laali ki laali

mere ko banke charlie kal dega supaari

bolo kya karta, main uspe marta

nikal gayi wo saali, saali bhand saali bhand

yeah!

nikal gayi wo saali nikal gayi wo saali

daayan chudail haan ki bani wo ghar waali

nikal gayi wo saali nikal gayi wo saali

daayan chudail haan ki bani wo ghar waali

uske gate ke neeche maine gujaari raat kitni khaali

uske khatir baandhe dhaage maine rakhi somwari

baarishon mein bhutta laaya kutte ke jaisa feeling aaya

haddi bhi mujhko na dikhaya total emotion sakpakaya

neend mein aana uska kaam uthak patak aur dhoom dhadaam

god promise dhoom dhadaam

main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand

main jiske tha chakkar mein wo nikli saali bhand

saali bhand saali bhand!

Explore this song