Roman script

kuchh reshmi hai kuchh khurdura 
abhi beh chala hai abhi hai ruka 
hatho me hai ret sa issaq tera 
hatho me hai ret sa issaq tera
us paar tu hai is paar main 
lagta hai dubunga is baar main 
jaane kaha hai le chala issaq tera 
sare jaha se hai juda issaq tera 
issaq tera issaq tera
tu mere main tere saamne jab talak 
ye jami ye falak khubsurat lage 
kisht me hai mili aaj ki ye khushi 
gin rakhe hai magar kal ke lamhe sabhi 
kuchh der tujhko bhi tak lunga me 
palko ke taaro me rakh lunga main 
hai subah ke khwab sa issaq tera ho 
hatho me ret sa issaq tera 
us paar tu hai is paar main 
lagta hai dubunga is baar main 
jaane kaha hai le chala issaq tera ho 
sare jaha se hai juda issaq tera

Song details

Song video

Watch on YouTube

actor: Amyra Dastur, Prateik Babbar