Roman script

aasama pe chandani ka ek dariya bah raha tha

ha to main kya kah raha tha

ha to main kya kah raha tha

kah rahe the tum hasina ishq me mushkil hai jeena

ha mujhe ab yaad aaya

jab se maine dil lagaya

aaj ,aaj kaun sa din hai

shukrawar hai

waqt yuhi ja raha hai thahro koi aa raha hai

koi musafir hai apne raste ja raha hai

tauba main to dar gaya tha

ha to main kya kah raha tha

ha to main kya kah raha tha

kah rahe the tum kahani jab se aayi hai jawani

ab suno tum baat aage jab se ye aamaan jage

aaj kaun si tarikh hai

aaj chhabbis tarikh hai

pyar sapne bun raha hai

dekho koi sun raha hai

mali hai, baag se kaliya chun raha hai

main to dhokha kha gaya tha

ha to main kya kah raha tha

yaad karte ye fasana tum mujhe mat bhul jana

kya diwana hu main koi

jab se meri nind khoi

are ha ye kaun sa mahina hai

january, rut suhani jhumti hai

ye police kyu ghumti hai

are baba tumhe nahi kisi chor ko dhundhti hai

darde furqat sah rahe the

ha to tum kya kah rahe the 

ha to tum kya kah rahe the

Explore this song