Roman script

aankho se aansu bahte hai 

hum pal pal marte rahte hai

aur baar baar ye kahte hai

aankho se aansu bahte hai 

hum pal pal marte rahte hai

aur baar baar ye kahte hai

jab chalti hai purwa

ae khuda de na aur saja

na beta wapis aaye re

bitiya ki yaad sataye re

he ye soch jiya ghabraye re

na beta wapis aaye re

bitiya ki yaad sataye re

ye soch jiya ghabraye re

jo tere sath hua 

ae kaja aa gale lag ja

dadhiya fuk di katal kes hue

ghar baar hamare jala diye

fir bhage punjab ki or

yaha bhi mukable bana diye

daale galo me jalte tayar

hay bach sakte nahi aise kayar

na paida ho aise dayar hay 

dale galo me jalte tayar

bach sakte nahi aise kayar

na paida ho aise dayar

sab milke karo dua

ho sathi aa hathiyar utha

ab hum hathiyar uthayenge

zaalim ko sabak sikhayenge

zulm ko khatam karna hai

ab jina nahi ab marna hai ho

Explore this song