Roman script

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad

kabhi unke dil ki khuli khidkiyo tak 

kabhi unke dil ki khuli khidkiyo tak 

mere pyar ki dhup jaati to hogi

mere pyar ki dhup jaati to hogi

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad

ye sawan ki rut aur ye kaali badariya

ye sawan ki rut aur ye kaali badariya

ye sawan ki rut aur ye kaali badariya

sitam unke dil par bhi dhaati to hogi

sitam unke dil par bhi dhaati to hogi

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad

kabhi dekhte honge jab aaina wo

kabhi dekhte honge jab aaina wo

meri yaad unko satati to hogi

meri yaad unko satati to hogi

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad

meri yaad nashad raato me unko

meri yaad nashad raato me unko

uthati to hogi, bithati to hogi

uthati to hogi, bithati to hogi

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad unko aati to hogi 

akele me unko rulati to hogi 

kabhi meri yaad

Explore this song