Roman script

aankho me dosto jo pani hai

pani

aankho me dosto jo pani hai

husn walo ki ye meharbani hai

aap kyu sar jhukaye baithe hai

kya aapki bhi ye hi kahani hai

muskurane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

gham bhulane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

log samjhe mujhe kaza le chali

log samjhe mujhe kaza le chali

dur jane ka ek bahana sahi

dur jane ka ek bahana sahi

gham bhulane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

lau charago ki bujha di maine

lau charago

lau charago ki bujha di maine

dil jalane ka ek bahana sahi

dil jalane ka ek bahana sahi

gham bhulane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

husn walo se aur ummed-e-wafa

husn walo se aur ummed-e-wafa

chot khane ka ek bahana sahi

chot khane ka ek bahana sahi

gham bhulane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

gham bhulane ka ek bahana nahi

muskurane ka ek bahana nahi

ek bahana nahi, ek bahana nahi

Explore this song