Roman script

aaj ki raat aaj ki raat 

aaj ki raat baho mein so jaiye so jaiye

aaj ki raat baho mein so jaiye so jaiye

kya pta ye milan kal dubara naa ho 

aur dubara bhi ho to bharosha nahi 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

aaj ki raat aaj ki raat 

aaj ki raat baho mein so jaiye so jaiye

kya pta ye milan kal dubara naa ho 

aur dubara bhi ho to bharosha nahi 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

aaj ki raat aaj ki raat

aaj ki raat aaj ki raat

raat aayi hai kayi raato ke baad

der se door se aayi hai aayi hai  

raat aayi hai kayi raato ke baad

der se door se aayi hai ha aayi hai  

is ajanabi safar mein is ajanabi safar mein kahi

do ghadi sath jee le badi baat hai 

do ghadi sath jee le badi baat hai 

bhid se akele baithe kahi

chandni sath peele badi baat hai 

chandni sath peele badi baat hai 

aaj ki raat aaj ki raat 

aaj ki raat mere hi ho jaiye jo jaiye

kya pta kal samay ko gawara naa ho 

aur gawara bhi ho to bharosha na ho 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho 

aaj ki raat aaj ki raat

aaj ki raat aaj ki raat

par khabar hi nahi tan ye gila hua 

par khabar hi nahi tan ye gila hua 

kaise mahndi bina haath peela hua 

kaise mahndi bina haath peela hua 

yu to chhane ko chhayi hai kaali ghata

par gagan kis tarah itna neela hua 

par gagan kis tarah itna neela hua 

aaj ki raat aaj ki raat 

aaj ki raat mujhme shamo jaiye shamo jaiye 

kya pata kal nadi ho kinara na ho 

aur kinara bhi ho to bharosha na ho 

man hamara bhi ho man tumhara bhi ho

Explore this song