Roman script

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

hai mera maashuk kitna hasi

gul perahan gul badan gulzabi

kasme khuda bas karamaat hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

aashik bhi mera hai kitna hasi

dildaar dilshaad ma dilnashi

kasme khuda bas karamaat hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

daale nazar to tadap jaaye dil

aashik se bahle na bahlaaye dil

majnu bhi ho kahe haay-e-dil

koi dulha bhi ho to dulhan chhod ke

mere maashuk ke piche piche phire

log puchhe ki ye kiski baaraat hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

hai mere haala ka kissa azib

gundo ke ghere me thi main garib

ye bhaagkar aaya mere karib

mere aashik ne bhi vo tamasha kiya 

iski todi kamar usko lafa diya

ye jawa mard kabse mere saath hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

kya cheez hai ye mera khushjamaal

chikne mulayam ye resham se baal

upar se do do malaai ke thaal

o mere guljama tu ye kya kar gaya

ye kamina to mere gale pad gaya

aabru meri khana tere haath hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

hai mera maashuk kitna hasi

dildaar dilshaad ma dilnashi

kasme khuda bas karamaat hai

wallah kya baat hai, wallah kya baat hai

wallah kya baat hai, haay haay kya baat hai

Explore this song