Roman script

aaj ki baat kal pe kyu taalo

aaj ki baat kal pe kyu taalo

aaj ki baat kal pe kyu taalo

aaj ki baat kal pe kyu taalo

kal jo kahna hai 

kal jo kahna hai aaj kah daalo 

kal jo kahna hai aaj kah daalo 

aaj ki baat kal pe kyu taalo

meri uljhan chale ho suljhane 

meri uljhan chale ho suljhane 

meri uljhan chale ho suljhane 

pahle zulfe to 

ho pahle zulfe to apni suljha lo  

pahle zulfe to apni suljha lo  

pahle zulfe to apni suljha lo  

aaj ki baat kal pe kyu taalo

wo gali jaan le ke rahti hai 

wo gali jaan le ke rahti hai 

wo gali jaan le ke rahti hai 

meri mano to 

ho meri mano to dil ko samjha lo 

meri mano to dil ko samjha lo 

meri mano to dil ko samjha lo 

aaj ki baat kal pe kyu taalo

aaj ki raat phir mile na mile 

aaj ki raat phir mile na mile 

aaj ki raat phir mile na mile 

baat jitni hai 

baat jitni hai dil mein kah daalo  

baat jitni hai dil mein kah daalo  

baat jitni hai dil mein kah daalo  

aaj ki baat kal pe kyu taalo

dil ki uljhan se agar nikalna hai 

dil ki uljhan se agar nikalna hai 

dil ki uljhan se agar nikalna hai 

dil ko uljhan mein 

dil ko uljhan mein aur uljha lo 

dil ko uljhan mein aur uljha lo 

dil ko uljhan mein aur uljha lo

aaj ki baat kal pe kyu taalo

manzile ishq hai kaha naushaad  

manzile ishq hai kaha naushaad  

manzile ishq hai kaha naushaad  

sok hi hai to sok hi hai to 

sok hi hai to thokare kha lo 

kal jo kahna hai aaj kah daalo 

kal jo kahna hai aaj kah daalo 

aaj ki baat kal pe kyu taalo

aaj ki baat kal pe kyu taalo

Explore this song