Aasamaan Pe Hai Kudaa Aur Zamin Pe Ham

आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम

★ 4.86/5 (44 votes) 1958

🎤 Singer

Lata Mangeshkar

🎵 Music Director

Khayyam

✍️ Lyricist

Sahir Ludhianvi

🎬 Movie

Phir Subah Hogi

▶️ Watch on YouTube

📝 Aasamaan Pe Hai Kudaa Aur Zamin Pe Ham Song Lyrics

Hindi Lyrics (हिंदी गीत)

आसमाँ पे है खुदा और ज़मीं पे हम

Transliteration (Roman English)

aasman pe hai khuda aur zami pe ham
aasman pe hai khuda aur zami pe ham
aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham

aaj-kal kisi ko vo tokta nahi
chaahe kuchh bhi kijiye rokta nahi
ho rahi hai lut maar phat rahe hai bam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham
aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham

kisko bheje vo yaha haath thaamane
is tamaam bhid ka haal jaanane
aadmi hai anginat devta hai kam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham
aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham

jo bhi hai vo thik hai zikr kyo kare
ham hi sab jahaan ki fikr kyo kare
jo bhi hai vo thik hai zikr kyo kare
ham hi sab jahaan ki fikr kyo kare
jab use hi gam nahi to kyo hame ho gam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham
aaj-kal vo is taraf dekhta hai kam
aasman pe hai khuda aur zami pe ham

About "Aasamaan Pe Hai Kudaa Aur Zamin Pe Ham" Song

Aasamaan Pe Hai Kudaa Aur Zamin Pe Ham is a beautiful Hindi song from the 1958 movie Phir Subah Hogi sung by Lata Mangeshkar. Find more Hindi song lyrics, meanings, and translations on LyricPunch.

#HindiSongs #Bollywood #SongLyrics #IndianMusic

Explore this song

Song video

Watch on YouTube

Song video

Watch on YouTube